Ms Excel in Hindi Part 4: Calculation


MS Excel in  Hindi  Part 4 : Calculation

Hello Friends mai aapko  wayforeducation  world mei welcome karta hu.

Read
Aaj hum Excel me Calculation ke bare me study karenge. First hum Ms Excel ke Part 1, Part 2 and Part 3 bhi study kar liya or hum advance calculation ke bare me baat karenge.

Part 1 : Ms Excel in  Hindi Part 1
Part 2 : Ms Excel in Hindi Part 2
Part 2 : Ms Excel in Hindi Part 2

Excel Me Calculation Introduction 

Friends hum step by step study karenge.

1.     SUM
“Sum means Jodna hota hai . iske liye ham “+“  sign ka use karte hai.”

2.     MINUS

“number ko baad karte hai. “-“ sign ka use karte hai.

3.     MULTIPLY
“Iske liye “*”  sign ka use karte hai. Ex. 2*2=4”

4.     Divide
“Iske liye “/” sign use karte hai.  Ex. 14/7=2”

Excel Me Sum Kaise Kare

Hello Friends ab ham excel me number ko SUM study karete hai.

Two Types Sum      (1) AUTOSUM  (2) Formula bar


AUTOSUM function ka istemal karke

Step 1: sabse pahele item ki entry karte hai. Last me total kare.
fig 1
 Fig 1

Step 2: Ab jaha par mujhe in sab ka total entry karna hai waha par click karunga fir right side me AUTOSUM(∑) Ka sign hai uspar click karunga.

fig 2
 Fig 2
Step 3: Ab fir Enter button click karte hai total mil gaya 

Fig 2
 Fig 3

Excel Me Minus Kaise Kare

Step 1: Ab formula bar me aapko click karna hai aur box ka address dalna hai jise minus karna hai.

Fig
 Fig 1

Step 2: hum A1 box se A2 box Minus karna hai to mai formula bar me =A1-A2 LIKHE.fir Enter par click kare
Fig
 Fig 2

Excel Me Multiply Kaise Kare

Step 1: Ab formula bar me aapko click karna hai aur box ka address dalna hai jise minus karna hai.

Fig
 Fig 1

Step 2: hum A1 box se A2 box Minus karna hai to mai formula bar me =A1*A2 LIKHE.fir Enter par click kare


Fig

Fig 2

Hello Friends hum aaj Excel me Calculation jese ke sum, divide, multiply aur minus karna sikh liya hai

 Friends aapko Microsoft Excel Calculation toh achhe se samaj gaye honge.   
Hello Friends ab aap ko Ms Excel k Calculation me koi bhi problem hai toh comment kijiye aapko ek yaa do din me reply mil jayega.

0 Response to "Ms Excel in Hindi Part 4: Calculation "

Post a Comment

Thanks For Visit Way For Education and +917567530385 OFFICIAL WHATSAPP SUPPORT WAY FOR EDUCATION