MS Excel in hindi Part 1

MS Excel in Hindi Part 1

Hello Friends mai aapko wayforeducation world mei welcome karta hu.

Aaj hum MS Excel ke bare me janege. Shuru karne se pahele main aapko batana chahunga ki MS Excel or MS Word ke bacis feature (LIKE, CUT, COPY, PAST) same hee hai yadi aapko MS word aata hai to aap excel aasani se sikh paoge or nahi aata to pahele MS WORD ki puri jaankari prapt Karen or nahi aata toh bhi koi baat nahi kiyuki me aapko step by step Excel ke sabhi point ka study karaunga.

MS Excel Microsoft ka he eek software hai jiski madad se kai tarah ke use kar sakte hai jaise SHEET, CHART GRAPH or sare graphical use kar sakte hai or most important calculation hai. Ek hamari note hai k aap aaj kuch naya shikh ne vale ho toh e sabhi contant 2 baar read karna baad me practical karna toh aap MS EXCEL ka master ban jaoge.

MS EXCEL bahut advance or bada software jiska bahut function ek post me likhna lagbhag naa mumkin hai iske liye main samay samay par kai post likhung aaj hum jaante hai Excel ke kuch basic feture bare me.


Extension [Exam Point]
Ms Excel 2003 ka extension .xls hota hai
Ms Excel 2007 ka extension .xlsx hota hai

Extension kiya hai

 extension yaani hum jab bhi excel me koi file banate hai toh vah file FileName.xls or FileName.xlsx is tarah se create hogi

MS Excel sabse jyada mathematical solution ke liye use kiya jaata hai yaha par aap formula and function ke dwara kai saari problems ko aasani se solve kar sakte hai.

Step by step MS Excel kese hindi me jankari ke baad ab dhiyan se picture se ms excel shikhe..

Note : Ahiya window 8.1 me Microsoft Office Excel 2007 se picture hai


image 1

Fig 1 : Start -> Search -> Excel -à open Enter (Window 7 me bhi same path hai)

search

Fig 2 : Open Excel

open Excel

Fig 3 : Office Button dhiyan se dikhiye red arrow se (click office button)

office

Fig 4 : office button par click karne se ek window khulega vaha se new par click kare

fig 4

Fig 5: new par click karne se ek dusra window khulega vaha se pic me path bataya se follow kare

fig 5

Fig 6 : ab ek book khul gaya dhiyan se arrow key red color ki study kijiye

confirm

Fig 7 : Cell ki information di gayi hai

Hello Friends ab aap ko Ms Excel open karne se koi bhi problem hai toh comment kijiye or Contact Click aapko ek yaa do din me reply mil jayega.

Read :
Apko yah post kaisa laga hume bataye, bahtar karne ke liye prerit karenge. Or ek baat jo aapko post pasand aayi hai toh dosto me share jarur kare.

All Friends

4 Responses to "MS Excel in hindi Part 1"

Thanks For Visit Way For Education and +917567530385 OFFICIAL WHATSAPP SUPPORT WAY FOR EDUCATION