Hello
Friends mera name kalpesh hai mai aapko wayforeducation world mei welcome karta hu.
Aaj hum
Pendrive Aur Computer se Virus Kaise hataye.
Aaj hum me mai Aapko batane jaa raha hun ki Pendrive Se Shortcut Virus Kaise Hataye jaate hai hamesha ke liye. Lekin aapke mind me Ek saval hota hai ke
Q. Shortcut
Virus kaise Pendrive me aa jate hai
Ans. Aap koi
dusre system se, koi songs ya movie lete
hai to kabhi kabhi aapke pendrive me
shortcut wala virus aa jata hai aur aapki sari files shortcut bana deti hai
Important : Ek
aisa virus hai jisko normal Antivirus se remove nahi kar sakte
Virus remove
Step 1 : Frist aap apne computer ya laptop pe CMD window open kare
Q. CMD window kaise open kare
Ans.
CMD window open karne ke liye Start
button par click kare uske baad Run pe jakar Click kar de.
Step 2: Uske
baad ek Dialogue box khulega usme aap CMD type kare aur Enter Button par click
kar de.
cmd |
Step 3 :
Aapka CMD khulega, aap dekhege ki aapke CMD window me C Drive ka path milega,
lekin agar aap chahte hai ki hamare pendrive me jo shortcut diya hai hua hai ,
uska remove karna hai toh aap Pendrive ka path dena padega.
Step 4 : CMD
box me pendrive ka path likhe niche image me dekh kar
Step 5 :
Uske baad aapko type karna hai
I:\>attrib I:*.* /d /s –h –r –s
Step 6:
Enter par click kar diye
0 Response to "Pendrive Se Shortcut Virus Kaise Hataye CMD Ke Jariye"
Post a Comment