Bank Account Ka Balance Kaise Check Kare Mobile se janiye Puri Jankari
BANK ACCOUNT DETAILS CHECK |
Hello Friends Aaj Ham Digital ke Ek acchi post likh raha hu Jise aapko bahut fayde hoga. Mene kahi baar Dekha hai k bank balance
Chech karne ke Liye Bank ke Aage Line me khada rahena padta ha kai logo ko Jinke pass smartphone ki suvidha na ho, smartphone nahi hai toh apna simple phone se apna balance check kar sakte hai Aur UPI system aa gayi hai Jise Aap simple phone se Paisa Transfer kar sakte hai Me Uske baare me next post me bataunga.
Bank Account Ka Balance Kaise Check Kare Mobile se janiye Puri Jankari
Mobile se balance check karne ke Liye Kiya jaruri hai
- Simple Mobile
- Mobile Number Bank Account se Registered Hona Chaiye
Hello Friends mene Kuch USSD Code Diye gaye Use se aap bank account balance check kar sakte hai Kai baar Bank ka Khud ka Alag USSD Code bhi ho sakta hai, wo code apni bank ke branch me jakar USSD Code pata laga sakte hai.
Apne Mobile me Dial kare ye numbers:
*99*41# – State Bank of india (Check balance By Misscall 9223488888, 'BAL' likhkar SMS kare)
SBI Quick Service Register
SBI me Miss call Se Balance inquiry ke Liye aapko pahela apna mobile Number SBI Quick service ke Liye register karna Hoga
,Register ke Liye Message Box me jaye
REG<space> Account number -> Send 9223488888
Fir aapko activation Message aayega Use Activation kar Dijiye, samaj me na aaye toh bank me jakar Activation karva dijiye.
*99*42# – Panjab National Bank (Check balance By Misscall 18001802222)
*99*43# -HDFC (HDFC Check balance By Misscall 18002703333, Statement Check 18002703355)
*99*44# -ICICI Bank (Check balance By Misscall 02230256767, Statement Check 02230256868)
*99*45# – Axis Bank (Check balance By Misscall 18004195959, Statement Check 18004196969)
*99*46# – Canara Bank
*99*47# – Bank of India
*99*48# – Bank of Baroda (BOB Check balance By Misscall 09223011311)
*99*49# – IDBI Bank
*99*50# – Union Bank of India
*99*51# – Central Bank of India
*99*52# – India overseas Bank
*99*54# – Allahabad. Bank
*99*56# – Uco Bank
*99*55# – Syndicate Bank
*99*57# – Corporation Bank
*99*63# – United Bank of india
*99*69# – Induslnd Bank
*99*72# – Federal Bank
*99*73# – State Bank of mysore
*99*75# – Karur vysya Bank
*99*76# – Karnataka Bank
Hello Friends Aur kai bank ka USSD me Koi Problem aa rahi hai toh hame Comment se Jariye Jarur bataye
I hope aapko ye post pasand aayegi agar pasand aayi toh is post ko social media par apne friends ke sath share jarur kare taki aapki wajah se kisi or ki bhi help ho sake.
0 Response to "Bank Account Ka Balance Kaise Check Kare Mobile se janiye Puri Jankari"
Post a Comment