Search Engine Me Indexed Pages Dropped Kam Kyu Hote hai
Search Engine Me Indexed Pages Dropped Kam Kyu Hote hai ? Google में index वेब page URL number kam hone ka reasonss.
Aaj full detail k sath explain show karunga. Aaj ke baad Ye Problem always Dur Ho Jayega.
Blog ya website ke pages ka search engine me index hona hi search me Top par nahi aa sakta Uske Liye Quality bhi achhi
honi chahiye. Jab Aap Search console me Fetch and Render feature ke dwara kisi bhi post ko index karke top position ho
sakte hai but kuch time google se dur ho sakta hai Unka bhi bahut reason hai Jo Step by Step Explain karunga.
Search Engine Me Indexed Pages Dropped Kam Hone Ka reasons
Friends, Kuch Important factor hai jiski wajah search Engine Index kam hota hai
Search Engine Me Indexed Pages Dropped Kam Kyu Hote hai ?
1. Website / Blog Pages Loads - Speed
All pages Ki URL Check kar Le Aur Apne Domain Ki DNS record Properly check Kar le. Aur 200 HTTPS Header status
Use Kar rahe hai To Aap Xenu tools Ka Use Kar sakte hai.
Post ka content status 250 Hona chahiye agar App SSL Certificate Use Karte hai To Aap 301 Redirect Proper check kar le.
2. URL Change Hone se De-Index Ho sakta hai
Website ya blog Dusre platfrom me move karte tabhi URL change hone se yani migration ki wajah Google index kam Ho sakte hai.
3. Website pages Time Out Problem
Website Pages Time out 30 second ka hona chahiye. Website K Liye Best Hosting Use Kare.
Finally all point Ko proper use kare All Problem issue solve Kare aur Bhi Koi Saval hai To Comment Kijiye.
0 Response to "Search Engine Me Indexed Pages Dropped Kam Kyu Hote hai"
Post a Comment