Ms Excel in Hindi Part 2

Ms Excel | Ms Excel Short Tips in Hindi Part 2

Hello Friends mai aapko wayforeducation world mei welcome karta hu.

Aaj hum MS Excel ke shortcut bare me janege. Apne computer me try kare.

Read : Ms Excel in Hindi Part 1

F2 - Button se Excel me Jo cell select karenge use edit karne ka kamm karta hai.

F11- Select kiya hua ka data ka chart bana sakte hai.

F7- Select kiya huaa text ka Spelling check karta hai.

Alt+Shift+F1 – naya worksheet ko insert karo.

Shift + F3 – Iski help se hum excel me formula window open karte hai.

Ctrl+B – select kiya huaa item ko hum bold kar sakte hai.

Ctrl +I - select kiya huaa item ko hum italic kar sakte hai.

Ctrl +K – Iski madad se ham Link ko insert karte hai.

Ctrl + S – Worksheet ko save karne ke liye.

Ctrl + P –Iski madad se Print kar sakte hai.

Ctrl + Z – Iski madad se Hum Undo kar sakte hai.

Ctrl + F9 – Iski madad se window ko minimize karte hai.

Ctrl + F10 - Iski madad se window ko maximize karte hai.

Ctrl + Home – Isse A1 cell me move karte hai.

Ctrl + Shift + -Iski help se naya column aur row insert karte hai.

Shift + Space – Sabhi row ko ek sath select kare.

Upadte comming ......


More Shortcut jan lo.........

all


all tips


Friends aapko Microsoft Excel shortcuts toh achhe se samaj gaye honge.

Read : Ms Excel in Hindi Part 1

Hello Friends ab aap ko Ms Excel k shortcuts me koi bhi problem hai toh comment (whatsapp bhi kar sakte hai) kijiye aapko ek yaa do din me reply mil jayega.

Aur Part Bhi Read kare
Apko yah post kaisa laga hume bataye, bahtar karne ke liye prerit karenge. Or ek baat jo aapko post pasand aayi hai toh dosto me share jarur kare.


all friends


0 Response to "Ms Excel in Hindi Part 2"

Post a Comment

Thanks For Visit Way For Education and +917567530385 OFFICIAL WHATSAPP SUPPORT WAY FOR EDUCATION