Android Mobile Chori Hone Par Mobile Ki Location
Kaise Pata Kare – Security Tips
Hello Friends wayforeducation me welcome karta hu, Aaj Hum Security par baat karenge.
Aaj kal chori ho jana, Kho jana wo aksar hota raheta hai. Fir Bhi Internet world bahut badiya trick available hai. Aaj hum janege fast jamana ma Fast Trick ka use kare Mobile Phone Bhul se Gum ho gaya hai toh Thodi second me mil jayega aapka mobil.
Google ki madad se apna phone ki location pata kar sakte hai. Google Hume mobile ki jo location batata hai uska dayra 24 meter ka ho sakta hai.
24 meter ki jagah par hum bahut aasani se apne mobile ka pata laga sakte hai.
Important Note :Kiya Aap Apne Mobile Me Apne name Ki Ringtone rakhna chahte hai -Janiye Puri Jankari
- Aapka Kho ho gaya mobile me location ki service active honi chahiye.
- Mobile me google apps install hona jaruri ha.
Aapke paas aa 2 service hai toh aap aasani se location track kar sakte hai.
Khoye Huye Mobile ki Location Track kare Note: Computer Hona jaruri hai
Step 1:
Login google.com
-Apne gmail id se login kare jisse aapne khoye huye mobile me log in kiya hai
Step 2:
Google search BOX me Tipe kare “Track My Phone”
Step 3:
Thodi der me google aapka mobile ki location track kar lega. Uske bad aap us jagah par jaye.
Step 4:
Google ke bataye jagah par jane par RING option par click kare. Ring bolne par aapka mobile mil jayega
Note: Silent Mode par bhi ring bolegi
Very true IMP trick and very useful
ReplyDeleteoffline me mobile chori ho jaye toh kiya karna
-M N Patel
Thanks
ReplyDeleteswitch off mobile chori ho jaye toh IMEI no se bandh kar sakte hai
me uske bare me post publish karunga
Hello sir
ReplyDeleteaapne bahut khas baat ki hai