Android Mobile Chori Hone Par Photos Videos And Data Delete Kaise Kare- Jane Puri Jankari
Hello Friends wayforeducation me welcome karta hu, Aaj Hum Security par baat karenge.
Apni life Mobile bina nahi rah sakta hai eto aap jante hai lekin Mobile Chori ho jay or Mobile me bahut Sare Important Photos or data ho toh aap musibat me fasa sakte hai fir bhi aapko chinta nahi karna hai kiyuki google ne iska bahut jayda solution nikala hai.
Aap mobile me lost phone device ka data delete kar sakte ho. Yani ab aapke smartphone ka koi bhi data delete kar sakte hai. Phone Khone ke baad bhi koi use nahi kar sakta.
Also Read :Android Mobile Garam Hone Se Kaise Bachaye
Aayiye Jante hai puri detail
How to Delete All Data After Lost Your Android Mobile in Hindi
Step 1:
Google.com par jaye
Frist aap Google Android Device Manager par jaye
Thodi der me aapka phone track ho jayega
Step 2:
Aapka Model k sath Ek Page open hoga
Step 3:
Thodi der me Ek popup page hoga jisme google aapko device factory reset karne ke liye kahega.
Reset ka matlab aapka mobile jo hoga sabhi delete ho jayega
Finally Erase par click kare.
Important Note: Aapka Mobile offline hai to shayad uska data delete nahi ho payega but chinta karne ke liye jarur nahi. Me aapko dusra optin ki jankari dunga
Finally, Master Trick, security Trick daily update hote rahega visit www.wayforeducation.com
Very most Information
ReplyDeleteThanks And welcome
ReplyDelete